Meri Zindagi Ki Kitab Tu...
Mere Her Sawal Ka Jawab Tu...
Main Tumhen Parunga Tammam Umer...
Meri Hayat Ka Nisaab Tu..
Meri Her Dua Tere Liye..
Meri Ibadaton Ka Sawab Tu..
Main Saara Din Tumhii Main Magen..
Meri Her Raat Ka Khuwab Tu..
Likhoon Or Kya Main Teri Zaat Per..
Meri Zindagi Ka Rubaab Tu,
Ye arzu thi k aisa b kuch huwa hota, Meri kami ne tuje b rula diya hota, main lawt aatha tri simat ek lamhe main, Tere labon ne maira naam tu liya hota.