salaam kya yaar ap bi na hi na hello yaar koun si galtio hoi hai hum se yaar hum mafi mangne k liye tyar hai kuch to kaho yaar dosti main aise nahin chalta
yaar kya huwa hai humto apse dosti karna chahteh hai magar ap koi jawab nahin de rahe ho pls kuch to bolo hum se agar koi galti hoi hai to hume maaf kardena pls humto sirf dosti chahte hai apk jawab ka intezar rahe ga hume