Na mein pass usko bulla saka na me dil ki bat suna saka
woh hansi hansi me hi chaal dia k me hath tak na hila saka
muje kia khabar thi k woh kia hoa muje kitna gehra khumaar tha
mein kharah tha uske hassar me mere irdd girdd gubaar tha
yuhein soochta raha dair tak magar usko kuch na bata saka
na me pass usko bula saka na me dil ki bat bata saka
na hai dushmani kisi din se ab na rahe dosti kisi ratt se
hai batcha hi kia jo woh le gaya muje chinn kr meri zatt se
...
Read More