Jaane Woh Kaise Log The Jinke Pyar Ko Pyar Mila Humne To Jab Kaliyaan Maangi Kaaton Ka Haar Mila Bichhad Gayaa Har Saathi Dekar Pal Do Pal Ka Saath Kisko fursat Hai Jo Thamey Deewane Ka Haath Humko Apna Saaya Tak Aqsar Bezaar Mila Isko Hi Jeena Kehte Hain To Yunhi Ji Lenge Uf Na Karenge Lab See Lenge Aansoo Pee Lenge Gham Se Ab Ghabraana Kaisa Gham Sau Baar Mila