Read SMS
Sent to a friend[5317] Tumhaarii yaad ke jab zaKhm Bharane Lagate hein
Tumhaarii yaad ke jab zaKhm Bharane Lagate heinTumhaarii yaad ke jab zaKhm bharane lagate hein
Kisii bahaanay tumhay yaad karane lagate hein
Hadees-e-yaar ke unavaa’N nikharanay lagate hein
To har hareem may gesuu saNvaranay lagatay hein
Har ajanabii hamay mehram dikhaa_ii detaa hai
Jo ab bhii terii galii galii say guzaranay lagatay hein
Sabaa se karate hein Ghurbat-naseeb zikr-e-vatan
To chashm-e-subah may aaNsoo ubharanay lagate hein
Vo jab bhii karate hein is nutq-o-lab kii baKhiyaagarii
Fazaa may aur bhii naGmay bikharanAy lagataY hein
Dar-e-qafas pe aNdhere kii mohar lagatii hai
To "Faiz" dil may sitaarAy utaranay Lagate hein
Fahad
0301-6656568
Rating:0.00