Read SMS
Sent to a friend[5723] Bahana Chahiye tha Kuchh unhen ata ke liye
Bahana Chahiye tha Kuchh unhen ata ke liyeHumein se haath nahin uth sakay Duwa ke liye
Naye Watan mei Nayi Soorton ka kiya Kehna
Magar Taras gaye Yaaraan-e-Ashna ke liye
Hamaray Dil mei Andhera to Na Munasib hai
Koi Chiragh jala jayiye Khuda ke liye
Baghayer Jurm w Khata Jab Saza hi Dena hai
To Intizaar karo Kyon Kisi Khata ke liye
Hunooz Had-e-Sada se nahin hoon main bahir
Zara Pukaar lo Ab bhi Mujhay Khuda ke liye
Qadam hataao to thori si Giird Hum le lay
Yeh Khaak Chaahiye Aayina-e-Wafa ke liye
Fahad
0301-6656568
Rating:0.00