Read SMS
Sent to a friend[5791] Usse kehdo hazaroun pal tumhare bin
Usse kehdo hazaroun pal tumhare binNa pocho kaise kaate hain
Kahein yaadein rulati hain
Kahein mausam satate hain
Usse kehdo hum aayein hain
Humain mayoos na karna
Hamara maan rakh lena
Humein wapis nahi jaana
Humein dil main basa lena
Humein apna bana lena
Bohot tarpe hue dil se
Bohot rootha nahi karte
Mohabbat to ibadat hay
Isse ruswa nahi karte
Zamane se chupate hain
Kabhi charcha nahi karte
Sanam aisa nahi karte
Sanam aisa nahi karte
fahad
0301-6656568
Rating:0.00