Read SMS
Sent to a friend[6358] Har baaT ka hisaab karTe ho..
Har baaT ka hisaab karTe ho..Dil ki dhadhkan pe sawaal karTe ho..
Kya mera jeena bhi gavaara nahi Tumhe..
Meri sanson pe bhi sawaal karTe ho..
Yu To har lamha mera hi dam bharTe ho..
Aur ankhon se hi sawaal karTe ho..
Kyun chupa deTe ho meri "ChaahaT" ko..
Jawab de ke khud, fir kyun naya sawal karte ho..??
Fahad
0301-6656568
Rating:0.00